अपने हर लफ़्ज़ का ख़ुद आईना हो जाऊँगा – Waseem Barelvi Urdu Shayari in Hindi 2022 – Gyaani Mind

Best Urdu Poetry 2022 - Waseem Barelvi Urdu Shayari - Gyaani Mind

अपने हर लफ़्ज़ का ख़ुद आईना हो जाऊँगा – Waseem Barelvi Urdu Shayari in Hindi 2022 – Gyaani Mind

Loading

Waseem Barelvi Shayari in Hindi ! Best Urdu Shayari 2022

उर्दू शायरी (Urdu Shayari in Hindi) कविता की एक परंपरा है और इसके कई अलग-अलग रूप हैं। आज, यह दक्षिण एशिया की संस्कृतियों का एक महत्वपूर्ण हिस्सा है। नसीर तुराबी के अनुसार उर्दू के पांच प्रमुख कवि हैं जो मीर तकी मीर (डी. 1810), मिर्जा गालिब, मीर अनीस, अल्लामा इकबाल और जोश मलीहाबादी (डी. 1982) हैं। ब्रिटिश राज के तहत उर्दू की भाषा अपने शिखर पर पहुंच गई, और इसे आधिकारिक दर्जा प्राप्त हुआ। ग़ालिब और इकबाल सहित उर्दू भाषा के सभी प्रसिद्ध लेखकों को ब्रिटिश छात्रवृत्तियां दी गईं।

Urdu Shayari Kavita ki ek parampara hai aur iske kayi alag-alag roop hain. Aaj, yeh dakshini asia ki sanskrition ka ek mehetvpurn hissa hai.

Naseer Turabi ke anusaar Urdu ke paanch pramukh kavi hain jo Mir Taki Mir (D. 1810), Mirza Ghalib, Mir Anees, Allamaa Iqbaal aur Josh Malihabadi (D. 1982) hain.

British raj ke tehet urdu ki bhasha apne shikhar par pahunch gayi, aur isey adhikarik darja prapt hua. Ghalib aur Iqbal sahit Urdu bhasha ke sabhi prasidh lekhakon. ko british chatravritiyan di gayi.

Waseem Barelvi Shayari in Hindi

Best Hindi Urdu Shayari - Waseem Barelvi Urdu Poetry 2022 - Gyaani Mind

अपने हर लफ़्ज़ का ख़ुद आईना हो जाऊँगा

उस को छोटा कह के मैं कैसे बड़ा हो जाऊँगा

Apne har lafz ka khud aaina ho jaunga

Us ko chota keh ke mai kaise bada ho jaunga


ऐसे ही बेमिसाल शायरों में एक नाम वसीम बरेलवी जी का भी शमील है। इनकी शायरियां, शेर आपको सोचने पर मजबूर कर देते हैं और कुछ अच्छा सुनने में मदद करते हैं। हर एक शब्द जैसा पिरोहा गया हो।

Aise hi bemisaal shayaron me ek naam waseem barelvi ji ka bhi shaamil hai. Inki shayariyan, sher aapko sochne par majboor kar dete hain aur kuch accha sunne me madad karte hain. Har ek shabd jaise piroha gaya ho.


Best Urdu Poetry 2022 - Waseem Barelvi Urdu Shayari - Gyaani Mind

तुम गिराने में लगे थे तुम ने सोचा ही नहीं

मैं गिरा तो मसअला बन कर खड़ा हो जाऊँगा

Tum girane me lage the tumne socha hi nahi

Main gira to masla ban kar khada ho jaunga


Waseem Barelvi Best Urdu Shayari - Hindi Urdu Poetry 2022 - Gyaani Mind

Waseem Barelvi Shayari in Hindi 2022

मुझ को चलने दो अकेला है अभी मेरा सफ़र

रास्ता रोका गया तो क़ाफ़िला हो जाऊँगा

Mujh ko chalne do akela hai abhi mera safar

Raasta roka gaya to qaafila ho jaunga


Best Hindi Urdu Shayari - Waseem Barelvi Urdu Poetry 2022 - Gyaani Mind

सारी दुनिया की नज़र में है मिरा अहद-ए-वफ़ा

इक तिरे कहने से क्या मैं बेवफ़ा हो जाऊँगा

Saari duniya ki nazar me hai mira Ehed-e-wafa

Ik tirae kehne se kya main bewafa ho jaunga

** Click Here for Dosti Shayari in Hindi

** Click Here for New Year Shayari 2022

Share